Mobi Groups
Download Free Apps & Games @ PHONEKY.com

muslimpoint - Topics
Create Your Own App Store

* muslimpoint > Topics


Subject: Islamic - Sharing
Replies: 200 Views: 8313
6-<< 2-< 1-> 7->>

aftab25 7.09.12 - 11:31am
Munafiqo ki Nishaniyaan..

Q2S7NEiQLFBQwEasR0QV.jpg.. *

aftab25 10.09.12 - 03:25am
Sur - e - Namml..
Allah ta'ala ka irshad hai : Tum Allah ta'ala se Ishtagfar kyun nahin karte, taaki tum par Raham kiya jaea.. *

aftab25 10.09.12 - 03:26am
Sur - e - Noor..
Allah ta'ala ka irshad hai : Iman walon ! Tum sab Allah ta'ala ke samne Tauba karo, taaki tum bhlaai paao.. *

aftab25 10.09.12 - 03:26am
Sur - e - Tahrim..
Ek jagah irshad hai : Iman walon ! Tum Allah ta'ala ke samne Sachche Dil se Tauba karo ( ki Dil mai us gunah ka khyal bhi na rahe ).. *

aftab25 10.09.12 - 03:27am
Jabir R.A. narrates that
Nabi s.a.w. said : He who says SUBHANALLAHIL AZIM WABIHAMDIHI ( Glory be to Allah who is above all faults, the incomparably great, and all praise be to him ), a date tree is planted for him in paradise..
( Tirmidhi ).. *

aftab25 10.09.12 - 03:28am
Anas ibne - Malik R.A. narrates that Rasulullah s.a.w. said : Allah is pleased with His slave who, when he eats, praises Him; and when he drinks, praises Him.. ( muslim ).. *

aftab25 10.09.12 - 03:30am
Do you know what is the meaning of EID ?

Eid is the combination of 3 meaningful words,

E - Embrace with open heart

I - Inspire with impressive attitude

D - Distribute pleasure to all.. *

aftab25 10.09.12 - 03:31am
Hzrat abu Hurairah r.d. Riwayat karte hai ki Nabi karim s.a.w. ne irshad frmaya : Allah ta 'ala ka irshad hai : Jab mera Banda mujeh yaad karta hai aur uske Honth meri yaad mai hilte rehte hai, to mai uske Sath hota hoon..( ibne maazaah ). *

aftab25 10.09.12 - 03:32am
Hzrat Mua'az bin jabal r.d. riwayat karte hai ki Rasulullah s.a.w. ne irsham farmaya : Jannat walon ko Jannat mai jane ke baad Duniya ki kisi chij ka Afsos nahin hoga siwaea us Ghadi ke jo Duniya mai Allah ta'ala ke Zikr ke bagair gujri hogi..( Tabrani, baihaqi, jame sagir ). *

aftab25 10.09.12 - 03:32am
Duniya Naseeb Se Milti Hai Or Akhirat Mehnat Se.

Lekin Log Mehnat Dunya k Liye
Or
Akhirat Ko Naseeb Pr Chor Dety Hen.. *

aftab25 10.09.12 - 03:35am
Irshaad e Bari Talah

Momino Sony se pehly sb ko Maaf kr diya kro,

Tmhary Jaagny se pehly me tmhen Maaf kr don ga,

SUBHAN ALLAH.. *

aftab25 10.09.12 - 03:37am
Agar Zindagi ko Hamesha Khushion k Sath Guzaarna Chahtay ho To ....


Ghamzadon k Gham Suna karo Kabhi Dukhi Nahi Raho Gay...!!!

Sheikh Saadi R.A. *

aftab25 10.09.12 - 03:41am
DUA-E-SUBAH

Ay ALLAH PAK!
Yeh Subah Hum sub k Lie Hidayat ka NooR
Or
Deen-o-Duniya ki Salamati ka Pegham Le kar Aaye.
**Aameen**

(SUBAH-BA-KHAIR).. *

aftab25 10.09.12 - 03:42am
Assalamu Allaykum..
Tabdeeli ALLAH Ki Taraf Se Hy
Her Cheez Fana Honi Hy!

Jo Hua Acha Hua
Or Jo Ho Raha Hy
Wo Bhi Acha Ho Raha Hy
Or Jo Hoga
Wo Bhi Acha He Hoga

Tumhara Kya Gaya
Jo Tum Rotay Ho!

Tum Kya Laaye Thay
Jo Tum Ne Kho Diya!

Tum Ne Jo Liya
Yaheen Se Liya!

Jo Dia
Yaheen Par Diya!

Jo Aaj Tumhara Hy
Kal Kisi Or Ka Tha
Or Kal Kisi Or Ka Ho Jaye Ga!

To ALLAH Se Shikwa Nhi
Humesha Shukar Ada Karo!
Beshak
ALLAH Beniaz Or Pak Hy...
iltemas-e-dua.. *

aftab25 10.09.12 - 03:43am
Hzrat Sahal bin Hunaif r.d. riwayat karte hai ki Nabi karim s.a.w. Ne irshad farmaya : Majlison ka Haq adaa kiya karo ( usme se ek yah hai ki ) Allah ta'ala ka Zikr unmain kasrat se karo..(Tabrani, majmuj zawaaid). *

aftab25 10.09.12 - 03:44am
Lifetime thought:

Ye na socho ki Allah dua fauran kabul Q nahi karta.

Ye sukar karo ki Allah hamare gunaho ki saza fauran nahi deta.. *

aftab25 10.09.12 - 03:45am
Hzrat Zabir bin Samur r.d. frmate hai ki Nabi - e - karim
s.a.w. jab FAZR ki NAMAZ se farig hote, to CHAR jaanu BETH jate, yahaan tak ki SURAJ achchhi tarah nikal aata..
( abu dawood ).. *

aftab25 10.09.12 - 03:46am
Aey ALLAH.
Aey ata krne waly.....

Meri talab ko na
dekh,
apni ata ko dekh.


Mere sawal ko na dekh,

us k anjam ko dekh.


Wo dua Qubol kr jiska anjam acha ho
Q k men anjam se nawaqif ho kr mangta hoon.

Tu T00 anjam se waqif hy,mujhe buray anjam se bacha.
*

Aye meray Rub main teray Sohny ki umat ma se hoon
mujko
Muaf kar dy

Muj ko sahi magnay ka dhung nahi, meray liye jo sahi ha wo bin mangay Ata kr dy

Aey ALLAH.

Mujhse RAAZI hoja.

Aamin_ _pray.GIF.. *

aftab25 10.09.12 - 03:47am
Hzrat Anas bin Maalik r.d. se riwayat hai ki Rasulullah s.a.w. ne irshad frmaya : jab JANNAT ke BAAGON par gujro to khub charo ! sahaba r.d. ne arz kiya : ya Rasulullah s.a.w. ! JANNAT ke BAAG kya hai ? irshad frmaya : ZIKR ke halke..(tirmidhi).. *

aftab25 10.09.12 - 03:48am
.Hzrat ibne Abbas r.d. riwayat karte hai ki Rasulullah s.a.w. ne frmaya : sabse pehle JANNAT ki taraf bulaea jane wale w log honge jo KHUSHHAALI aur TANGDASTI ( dono halaton mai )
Allah ta'ala ki tarif karte hai..
( Mustdrak haakim ).. *

aftab25 10.09.12 - 03:49am
Hzrat Anas bin Maalik r.d. se riwayat hai ki Nabi karim s.a.w. ne irshad frmaya : jo sakhs Allah ta'ala ka ZIKR kare aur Allah ta'ala ke KHOAUF se uski AANKHON se kuch AANSU jamin par gir pade to QIYAMAT ke din Allah ta'ala use AJAAB nahi denge..( Mustdrak haakim ).. *

aftab25 10.09.12 - 03:51am
JAAGO mere muslim bhai - behno JAAGO..

Jab hamara IMAAN
Hume Ghar Se
MASJID tak nahi
Le ja raha,

To SOCHO
Hamare AAMAAL
Kabr se JANNAT tak
Kaise le jayenge ?. *

aftab25 10.09.12 - 03:53am
NABI PAAK S.A.W. Se
Puchha Gya:

Nijat Ka Zariya Kya Hay?

Farmaya:
Apni Zuban Qabu Me Rakho aur Apne Gunaho Per Roya karo..

TIRMIDHI 2406.. *

aftab25 10.09.12 - 03:54am
Watch your Thoughts, they become Words!

Watch
your Words, they become Actions!

Watch
your Actions, they become Habits!

Watch
your Habits, they become Character!

Watch
your CHARACTER! ..It becomes your DESTINY!!!



And
whenever you give your word,

And
whenever you give your word, say the TRUTH

[surah al-Anam; 6:152].. *

aftab25 10.09.12 - 03:55am
7 Chizo me shifa he..

1.Namaz me.
2.Alhamdu me.
3.Madina ki mitti me.
4.Zamzam me.
5.Shahd me.
6.Sadke me.
7.Maa Baap ki Dua me.. *

aftab25 10.09.12 - 03:56am
Abdullah ibne - Busr R.A. narrates that Nabi s.a.w. said : Blessed is he who finds a great amount of seeking of forgiveness in his book of deeds..( Ibne - Majah ).. *

aftab25 10.09.12 - 04:00am
Jab log kisi se MOHABBAT karte hain to uski BURAIYAAN bhol jate hain,

or

Jab kisi se NAFRAT karte hain to uski ACHAIYAAN bhol jate hain,

Hazrat ALI R.A.. *

aftab25 10.09.12 - 04:01am
Wohi RUB hay jo Subha neend se Jagata hay!

us Insaan ko jo sara din ALLAH ki na farmaniyan karta hay,

Kabhi Nach,
kabhi gana,
kabhi jhot,
kabhi sood,
kabhi kuch kabhi kuch!

Or Jub Raat hoti hay to sula deta hay Or aisay sulata hay Jaisay sara din 1 bhi na farmani na ki ho.

Halan k Zameen pukar uthi,

Pahaar Ro Pare,

Ya ALLAH ye kya ho raha hay?
Ya ALLAH Tu in ko pakrta Q nai?
Ya ALLAH Tu in ko marta Q nai ? Ya ALLAH Tu Ijazat de hum in ko Mita dein

ALLAH farmata Hay Khamosh raho Me Is Ki Toba Ka Intezar Kar Raha hon

kbhi to Toba karay ga.. *

aftab25 10.09.12 - 04:02am
Namaz is not a spare wheel that u pull out when u are in trouble.

Use it as the steering wheel, that keeps u on the right path throughout ur life.. *

aftab25 10.09.12 - 04:03am
Hzrat ibne Abbas r.d. frmate hai ki Rasulullah s.a.w. ne irshad frmaya : ek Aalim - e - din Shaitaan par Hajar Aabidon se jiyada sakht hai.. ( Tirmidhi ).. *

aftab25 10.09.12 - 04:04am
Hzrat abu Huraira r.d. riwayat karte hai ki Rasulullah s.a.w. ne irshad frmaya : jo sakhs Raat mai 100 aayton ki tilawat kare wah us Raat Ibadatgujaron mai sumar kiya jaega.. ( Mushtrak hakim ).. *

aftab25 10.09.12 - 04:05am
*-*- KAASH -*-*
Apny AAQA k Zamany m Janam lia hota,

jany phir kia se kia hoa hota.

Saans lety AAP
Or men G Uthta,

kaash MAKKAH ki men Fiza hota.

Roz Muntazir rehta men AAP ki Aamad ka

Kaash AAP k Rasty ki Rahguzar hota,

AAP ki ek ek Ada ko takta rehta

kaash AAP k sath chalta hua Baadal hota,

b*tt hi hota men
KHANA-e-KABA m

jo AAP k haathon se fana hota,

kaash taaif k Un Medano m

AAP k Labon pe Saji DUA hota,

Bachha hota men
yateem ya Miskeen koi,

Sir jis ka AAP ki Goud m rakha hota.

khaak hota men
MAKKAH or MADINAH ki,

AAP k Qadmon se Jabaja lipta hota.

KAASH...!. *

aftab25 10.09.12 - 03:47pm
Allah says : Then we gave the book ( the Qur'an ) as inheritance to those of our servants whome we have chosen.. ( fatir : 32 ).. *

aftab25 10.09.12 - 03:47pm
Hzrat Jabir bin Abdullah riwayat karte hai ki Rasulullah s.a.w. ne irshad frmaya : Musalman Fuqra, Musalman Maaldaron se 40 saal pehle JANNAT mai dakhil honge..
( Tirmidhi ).. *

aftab25 10.09.12 - 03:47pm
Hzrat abu Darda r.a. frmate hai ki maine Rasulullah s.a.w. ko yah Irshad frmate huve suna : Muje Kamjor mai talash kiya karo, isliye ki Tumhare Kamjoron ki wajah se tumeh ROJI milti hai aur Tumhari MADAD hoti hai..
( Abu Dawood ).. *

aftab25 10.09.12 - 03:48pm
Abu Hurairah R.A. narrates that Rasulullah s.a.w. said : Love the poor and keep your sittings with them. Love Arabs from your heart. And your faults should stop you from criticizing others..
( Mustadrak Hakim ).. *

aftab25 10.09.12 - 03:48pm
Rafi ibne - Khudij R.A. narrates that Rasulullah s.a.w. said : When Allah ' Azza wa jall loves a slave, He protects him from the traps of the world as anyone of you protects his sick from water.. ( Tabarani, Majma - uz - Zawaid ).. *

aftab25 10.09.12 - 03:49pm
Abu Sa'id Al - Khudri and Abu Hurairah Radiyallahu ' anhuma narrates that Nabi s.a.w. Whenever a Muslim faces fatigue, illness, worry, grief, hurt and sorrow, even gets ed by a thorn, Allah in lieu of his sufferings removes his sins.. ( Bukhari ).. *

aftab25 10.09.12 - 03:49pm
Abu Umamah Al - Bahili R.A. narrates that Nabi s.a.w. said : Any slaves of Allah who implores humbly and earnestly in an illness, Allah grants him recovery in such a way that he is cleansed of all his sins..
( Tabarani, Majma - uz - Zawaid ).. *

aftab25 10.09.12 - 03:49pm
Abu Hurairah R.A. narrates that Rasulullah s.a.w. said : A tree was causing trouble to Muslims. A man came and cut it and due to this entered paradise.. ( Muslim ).. *

aftab25 10.09.12 - 03:50pm
Abu Dharr R.A. narrates that Nabi s.a.w. said to him : Look ! Undoubtedly you are not superior to a fair skinned or a dart skinned person, except that you excel him by Taqwa
( the fear of Allah )..
( Musnad Ahmad ).. *

aftab25 10.09.12 - 03:51pm
Hzrat Hasan r.a. Nabi s.a.w. ka irshad nakal karte hai ki Allah ta'ala ek raat ke BUKHAR se MOMIN ke saare gunahon ko maaf farma dete hai..
( Ibne - Abi Dunya', Ithaf ).. *

aftab25 10.09.12 - 03:51pm
Allah says : And the true servants of Rahman ( the most gracious Allah ) are they who walk on the earth with humility.. ( Al - Furqan : 63 ).. *

aftab25 10.09.12 - 03:52pm
.Aisha R.A. narrates that Rasulullah s.a.w. said : Indeed, the most perfect believer in faith is one who has the best manners and is the kindest to his family.. ( Tirmidhi ).. *

aftab25 10.09.12 - 03:53pm
Abu Darda R.A. narrates that Nabi s.a.w. said : There will be nothing heavier on the Scale than good conduct..
( Abu Dawood ).. *

aftab25 10.09.12 - 03:53pm
Jabir R.A. narrates that Rasulullah s.a.w. said : Undoubtedly, amongst you the most beloved and nearest to me on the Day of Resurrection, will be those having the most excellent conduct.. ( Tirmidhi ).. *

aftab25 10.09.12 - 03:54pm
Abu Hurairah R.A. narrates that Rasulullah S.A.W. said : Musa ibne - Imran A.S. said : O my Rabb ! Who is the most respectable slave to you ? Allah the Almighty and Majestic replied : He who forgives, despite having the power to avenge.. ( Baihaqi ).. *

aftab25 10.09.12 - 03:54pm
_Abu Hurairah R.A. narrates that Rasulullah S.A.W. said : The powerful is not he who knocks down others ; undoubtedly the powerful is the one who controls himself in a fit of anger.. ( Bukhari ).. *

aftab25 10.09.12 - 03:54pm
Atiyah R.A. narrates that Rasulullah S.A.W. said : Undoubtedly, anger comes from SHAITAN. Indeed SHAITAN is created from fire, and verily fire is extinguished with water. So if one of you becomes angry, he should perform WUDU..( Abu Dawood ).. *

aftab25 10.09.12 - 03:55pm
Abdullah ibne - Umar Radiyallahu 'anhuma narrates that Rasulullah S.A.W. said : No slave has swa11owed back anything more excellent in the sight of Allah the Almighty and Majestic than the anger he swa11ows, seeking only the pleasure of Allah..
( Musnad Ahmad ).. *

6-<< 2-< 1-> 7->>


This topic is locked.
* muslimpoint Forum


Search:
topics replies


* muslimpoint

Create Your Own App Store

topTop
groupsGroups
mainProdigits

Create Your Own App Store